What is the meaning of sammilit kutumb?
main Premchand ki 'Bade ghar ki beti' parh raha hun. ve 'sammilit kutumb' likhte hain. iska matlab kyaa hai. kyaa yeh parivaron ki saath saath aana hi hai, yaa koi dusri baat?? kyaa yeh ek bada parivaar toh hai? jisme har parivaar ek hi parivaar ho jaate? yadi aap jaante hain toh kripa karke batana. thanks